Surah Aal-e-Imran Verse 4 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Aal-e-Imranمِن قَبۡلُ هُدٗى لِّلنَّاسِ وَأَنزَلَ ٱلۡفُرۡقَانَۗ إِنَّ ٱلَّذِينَ كَفَرُواْ بِـَٔايَٰتِ ٱللَّهِ لَهُمۡ عَذَابٞ شَدِيدٞۗ وَٱللَّهُ عَزِيزٞ ذُو ٱنتِقَامٍ
Aur usne woh kasauti (criteria) utari hai (jo haqq aur baatil ka farq dikhane wali hai). Ab jo log Allah ke farameen ko qabool karne se inkar karein, unko yaqeenan sakht saza milegi. Allah be-panaah taaqat ka maalik hai aur burayi ka badla dene wala hai