Surah Aal-e-Imran Verse 47 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Aal-e-Imranقَالَتۡ رَبِّ أَنَّىٰ يَكُونُ لِي وَلَدٞ وَلَمۡ يَمۡسَسۡنِي بَشَرٞۖ قَالَ كَذَٰلِكِ ٱللَّهُ يَخۡلُقُ مَا يَشَآءُۚ إِذَا قَضَىٰٓ أَمۡرٗا فَإِنَّمَا يَقُولُ لَهُۥ كُن فَيَكُونُ
Yeh sunkar Maryam boli, “parwardigaar! Mere haan bacha kahan se hoga, muhjey to kisi shaks ne haath tak nahin lagaya” jawab mila, “aisa hi hoga, Allah jo chahta hai paida karta hai. Woh jab kisi kaam ke karne ka faisla farmata hai to bas kehta hai ke hoja aur woh ho jata hai”