Surah Aal-e-Imran Verse 68 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Aal-e-Imranإِنَّ أَوۡلَى ٱلنَّاسِ بِإِبۡرَٰهِيمَ لَلَّذِينَ ٱتَّبَعُوهُ وَهَٰذَا ٱلنَّبِيُّ وَٱلَّذِينَ ءَامَنُواْۗ وَٱللَّهُ وَلِيُّ ٱلۡمُؤۡمِنِينَ
Ibrahim se nisbat rakhne ka sabse zyada haqq agar kisi ko pahunchta hai to un logon ko pahunchta hai jinhon ne uski pairwi ki aur ab yeh Nabi aur uske maanne waley is nisbat ke zyada haqqdar hain. Allah sirf unhi ka haami o madadgaar hai jo iman rakhte hon