Surah Aal-e-Imran Verse 77 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Aal-e-Imranإِنَّ ٱلَّذِينَ يَشۡتَرُونَ بِعَهۡدِ ٱللَّهِ وَأَيۡمَٰنِهِمۡ ثَمَنٗا قَلِيلًا أُوْلَـٰٓئِكَ لَا خَلَٰقَ لَهُمۡ فِي ٱلۡأٓخِرَةِ وَلَا يُكَلِّمُهُمُ ٱللَّهُ وَلَا يَنظُرُ إِلَيۡهِمۡ يَوۡمَ ٱلۡقِيَٰمَةِ وَلَا يُزَكِّيهِمۡ وَلَهُمۡ عَذَابٌ أَلِيمٞ
Rahey woh log jo Allah ke ahad aur apne kasamo ko thodi keemat par bech daalte hain, to unke liye aakhirat mein koi hissa nahin, Allah qayamat ke roz na unse baat karega na unki taraf dekhega aur na unhein paak karega, balke unke liye to sakht dardnaak saza hai