Surah Aal-e-Imran Verse 79 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Aal-e-Imranمَا كَانَ لِبَشَرٍ أَن يُؤۡتِيَهُ ٱللَّهُ ٱلۡكِتَٰبَ وَٱلۡحُكۡمَ وَٱلنُّبُوَّةَ ثُمَّ يَقُولَ لِلنَّاسِ كُونُواْ عِبَادٗا لِّي مِن دُونِ ٱللَّهِ وَلَٰكِن كُونُواْ رَبَّـٰنِيِّـۧنَ بِمَا كُنتُمۡ تُعَلِّمُونَ ٱلۡكِتَٰبَ وَبِمَا كُنتُمۡ تَدۡرُسُونَ
Kisi Insaan ka yeh kaam nahin hai ke Allah to usko kitab aur hukum aur nabuwat ata farmaye aur woh logon se kahey ke Allah ke bajaye tum mere banday ban jao. Woh to yahi kahega ke sacchey Rabbani bano jaisa ke is kitab ki taleem ka taqaza hai jisey tum padhte aur padhate ho