Surah Aal-e-Imran Verse 8 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Aal-e-Imranرَبَّنَا لَا تُزِغۡ قُلُوبَنَا بَعۡدَ إِذۡ هَدَيۡتَنَا وَهَبۡ لَنَا مِن لَّدُنكَ رَحۡمَةًۚ إِنَّكَ أَنتَ ٱلۡوَهَّابُ
Woh Allah se dua karte rehte hain ke “ parwardigaar! Jab tu humein seedhe raste par laga chukka hai, to phir kahin hamare dilon ko kaji (crookedness) mein mubtila na kardijiyo. Humein apne khazane faiz se rehmat ata kar ke tu hi fayyaz e haqiqi (ata farmane wala) hai