Surah Aal-e-Imran Verse 86 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Aal-e-Imranكَيۡفَ يَهۡدِي ٱللَّهُ قَوۡمٗا كَفَرُواْ بَعۡدَ إِيمَٰنِهِمۡ وَشَهِدُوٓاْ أَنَّ ٱلرَّسُولَ حَقّٞ وَجَآءَهُمُ ٱلۡبَيِّنَٰتُۚ وَٱللَّهُ لَا يَهۡدِي ٱلۡقَوۡمَ ٱلظَّـٰلِمِينَ
Kaise ho sakta hai ke Allah un logon o hidayat bakshe jinhon ne niyamat e iman paa lene ke baad phir kufr ikhtiyar kiya halaanke woh khud is baat par gawahi de chuke hain ke yeh Rasool haqq par hai aur inke paas roshan nishaniyan bhi aa chuki hain, Allah zalimon ko to hidayat nahin diya karta