Surah Aal-e-Imran Verse 91 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Aal-e-Imranإِنَّ ٱلَّذِينَ كَفَرُواْ وَمَاتُواْ وَهُمۡ كُفَّارٞ فَلَن يُقۡبَلَ مِنۡ أَحَدِهِم مِّلۡءُ ٱلۡأَرۡضِ ذَهَبٗا وَلَوِ ٱفۡتَدَىٰ بِهِۦٓۗ أُوْلَـٰٓئِكَ لَهُمۡ عَذَابٌ أَلِيمٞ وَمَا لَهُم مِّن نَّـٰصِرِينَ
Yaqeen rakkho, jin logon ne kufr ikhtiyar kiya aur kufr hi ki haalat mein jaan di unmein se koi agar apne aap ko saza se bachane ke liye rooh-e-zameen bhar kar bhi sona(gold) fidye (expiation) mein de to usey qabool na kiya jayege, aisey logon ke liye dardnaak saza tayyar hai aur woh apna koi madadgaar na payenge