Surah Aal-e-Imran Verse 93 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Aal-e-Imran۞كُلُّ ٱلطَّعَامِ كَانَ حِلّٗا لِّبَنِيٓ إِسۡرَـٰٓءِيلَ إِلَّا مَا حَرَّمَ إِسۡرَـٰٓءِيلُ عَلَىٰ نَفۡسِهِۦ مِن قَبۡلِ أَن تُنَزَّلَ ٱلتَّوۡرَىٰةُۚ قُلۡ فَأۡتُواْ بِٱلتَّوۡرَىٰةِ فَٱتۡلُوهَآ إِن كُنتُمۡ صَٰدِقِينَ
Khane ki yeh saari cheezein (jo shariyat e Muhammadi mein halal hain) bani Israel ke liye bhi halal thi, albatta baaz chezein aisi thi jinhein Tourat ke nazil kiye janey se pehle Israel (Yakub) ne khud apne upar haraam karliya tha. Unsey kaho, agar tum (apne aitraaz mein) sacchey ho to lao Taurat aur pesh karo uski koi ibarat