Surah Ar-Room Verse 24 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Ar-Roomوَمِنۡ ءَايَٰتِهِۦ يُرِيكُمُ ٱلۡبَرۡقَ خَوۡفٗا وَطَمَعٗا وَيُنَزِّلُ مِنَ ٱلسَّمَآءِ مَآءٗ فَيُحۡيِۦ بِهِ ٱلۡأَرۡضَ بَعۡدَ مَوۡتِهَآۚ إِنَّ فِي ذَٰلِكَ لَأٓيَٰتٖ لِّقَوۡمٖ يَعۡقِلُونَ
Aur uski nishaniyon mein se yeh hai ke woh tumhein bijli ki chamak dikhata hai khauf ke saath bhi aur tamah (umeed) ke saath bhi. Aur aasmaan se pani barsata hai, Phir iske zariye se zameen ko uski maut ke baad zindagi bakshta hai. Yaqeenan is mein bahut si nishaniyan hain un logon ke liye jo aqal se kaam letay hain