Surah Ar-Room Verse 41 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Ar-Roomظَهَرَ ٱلۡفَسَادُ فِي ٱلۡبَرِّ وَٱلۡبَحۡرِ بِمَا كَسَبَتۡ أَيۡدِي ٱلنَّاسِ لِيُذِيقَهُم بَعۡضَ ٱلَّذِي عَمِلُواْ لَعَلَّهُمۡ يَرۡجِعُونَ
Khushki (land) aur tarii (sea) mein fasaad barpa ho gaya hai logon ke apne haathon ki kamayi se, taa-ke maza chakkhaye unko unke baaz aamal ka, shayad ke woh baaz aayein