Surah Ar-Room Verse 54 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Ar-Room۞ٱللَّهُ ٱلَّذِي خَلَقَكُم مِّن ضَعۡفٖ ثُمَّ جَعَلَ مِنۢ بَعۡدِ ضَعۡفٖ قُوَّةٗ ثُمَّ جَعَلَ مِنۢ بَعۡدِ قُوَّةٖ ضَعۡفٗا وَشَيۡبَةٗۚ يَخۡلُقُ مَا يَشَآءُۚ وَهُوَ ٱلۡعَلِيمُ ٱلۡقَدِيرُ
Allah hi to hai jisne zoaf (kamzori) ki haalat mein tumhari paidaish ki ibtida ki, phir is zoaf (kamzori) ke baad tumhein quwwat bakshi, phir is quwwat ke baad tumhein zaeef aur buda (old) kardiya. Woh jo kuch chahta hai paida karta hai, aur woh sabkuch janne wala, har cheez par qudrat rakhta hai