Surah Luqman Verse 28 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Luqmanمَّا خَلۡقُكُمۡ وَلَا بَعۡثُكُمۡ إِلَّا كَنَفۡسٖ وَٰحِدَةٍۚ إِنَّ ٱللَّهَ سَمِيعُۢ بَصِيرٌ
Tum sarey Insano ko paida karna aur phir dobara jila uthana (zinda karna) to (uske liye) bas aisa hai jaise ek mutanaffis (single person) ko (paida karna aur jila uthana). Haqeeqat yeh hai ke Allah sabkuch sunne aur dekhne wala hai