Surah Al-Ahzab Verse 20 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Ahzabيَحۡسَبُونَ ٱلۡأَحۡزَابَ لَمۡ يَذۡهَبُواْۖ وَإِن يَأۡتِ ٱلۡأَحۡزَابُ يَوَدُّواْ لَوۡ أَنَّهُم بَادُونَ فِي ٱلۡأَعۡرَابِ يَسۡـَٔلُونَ عَنۡ أَنۢبَآئِكُمۡۖ وَلَوۡ كَانُواْ فِيكُم مَّا قَٰتَلُوٓاْ إِلَّا قَلِيلٗا
Yeh samajh rahey hain ke hamla-aawar giroh abhi gaye nahin hain aur agar woh phir hamla awar ho jayein to inka ji chahta hai ke us mauqe par yeh kahin sehra (desert) mein badduon (bedouin) ke darmiyan ja baithein aur wahin se tumhare halaat puchte rahein.Taaham agar yeh tumhare darmiyan rahey bhi to ladayi mein kam hi hissa lengey