Surah Al-Ahzab Verse 36 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Ahzabوَمَا كَانَ لِمُؤۡمِنٖ وَلَا مُؤۡمِنَةٍ إِذَا قَضَى ٱللَّهُ وَرَسُولُهُۥٓ أَمۡرًا أَن يَكُونَ لَهُمُ ٱلۡخِيَرَةُ مِنۡ أَمۡرِهِمۡۗ وَمَن يَعۡصِ ٱللَّهَ وَرَسُولَهُۥ فَقَدۡ ضَلَّ ضَلَٰلٗا مُّبِينٗا
Kisi momin mard aur kisi momin aurat ko yeh haqq nahin hai ke jab Allah aur uska Rasool kisi maamle ka faisla karde to phir usey apne us maamle mein khud faisla karne ka ikhtiyar hasil rahey. Aur jo koi Allah aur uske Rasool ki na-farmani karey to woh sareeh gumrahi mein padh gaya