Surah Al-Ahzab Verse 36 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Ahzabوَمَا كَانَ لِمُؤۡمِنٖ وَلَا مُؤۡمِنَةٍ إِذَا قَضَى ٱللَّهُ وَرَسُولُهُۥٓ أَمۡرًا أَن يَكُونَ لَهُمُ ٱلۡخِيَرَةُ مِنۡ أَمۡرِهِمۡۗ وَمَن يَعۡصِ ٱللَّهَ وَرَسُولَهُۥ فَقَدۡ ضَلَّ ضَلَٰلٗا مُّبِينٗا
aur (dekho) kisi momin mardh aur aurath ko Allah aur us ke rasool(sallallahu alaihi wasallam) ke faisle ke baadh apne kisi amr ka koyi eqtiyaar baaqi nahi rehta (yaad rakho) Allah ta’ala aur us ke rasool ki jo bhi na farmaani karega, wo sarih gumraahi mein padega