Surah Saba Verse 45 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Sabaوَكَذَّبَ ٱلَّذِينَ مِن قَبۡلِهِمۡ وَمَا بَلَغُواْ مِعۡشَارَ مَآ ءَاتَيۡنَٰهُمۡ فَكَذَّبُواْ رُسُلِيۖ فَكَيۡفَ كَانَ نَكِيرِ
Insey pehle guzre huey log jhutla chuke hain. Jo kuch humne unhein diya tha uske usrey-asheer (even a tenth/ daswe hissey) ko bhi yeh nahin pahunche hain. Magar jab unhon ne mere Rasoolon ko jhutlaya to dekhlo ke meri saza kaisi sakht thi