Surah Fatir Verse 1 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Fatirٱلۡحَمۡدُ لِلَّهِ فَاطِرِ ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلۡأَرۡضِ جَاعِلِ ٱلۡمَلَـٰٓئِكَةِ رُسُلًا أُوْلِيٓ أَجۡنِحَةٖ مَّثۡنَىٰ وَثُلَٰثَ وَرُبَٰعَۚ يَزِيدُ فِي ٱلۡخَلۡقِ مَا يَشَآءُۚ إِنَّ ٱللَّهَ عَلَىٰ كُلِّ شَيۡءٖ قَدِيرٞ
us Allah ke liye tamaam taarife sazawaar hai jo (ibteda’an) asmaano aur zameen ka paida karne wala aur do do teen teen chaar chaar paro waale farishto ko apna paighambar (qaasidh) banaane waala hai, maqlooq mein jo chaahe zyaadati karta hai, Allah ta’ala yaqinan har cheez par qaadir hai