Surah Fatir Verse 13 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Fatirيُولِجُ ٱلَّيۡلَ فِي ٱلنَّهَارِ وَيُولِجُ ٱلنَّهَارَ فِي ٱلَّيۡلِ وَسَخَّرَ ٱلشَّمۡسَ وَٱلۡقَمَرَۖ كُلّٞ يَجۡرِي لِأَجَلٖ مُّسَمّٗىۚ ذَٰلِكُمُ ٱللَّهُ رَبُّكُمۡ لَهُ ٱلۡمُلۡكُۚ وَٱلَّذِينَ تَدۡعُونَ مِن دُونِهِۦ مَا يَمۡلِكُونَ مِن قِطۡمِيرٍ
wo raath ko din mein aur din ko raath mein daakhil karta hai aur aftaab wa mahtaab ko osi ne kaam mein laga diya hai, har ek miyaadh mu’ayyan par chal raha hai, yahi hai Allah tum sab ka paalne waala, osi ki saltanath hai, jinhe tum us ke siva pukaar rahe ho, wo to khajoor ki gutli ke chilke ke bhi maalik nahi