Surah Fatir Verse 27 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Fatirأَلَمۡ تَرَ أَنَّ ٱللَّهَ أَنزَلَ مِنَ ٱلسَّمَآءِ مَآءٗ فَأَخۡرَجۡنَا بِهِۦ ثَمَرَٰتٖ مُّخۡتَلِفًا أَلۡوَٰنُهَاۚ وَمِنَ ٱلۡجِبَالِ جُدَدُۢ بِيضٞ وَحُمۡرٞ مُّخۡتَلِفٌ أَلۡوَٰنُهَا وَغَرَابِيبُ سُودٞ
kya aap ne us baath par nazar nahi ki ke Allah ta’ala ne asmaan se paani utaara, phir hum ne us ke zariye se muqtalif rangato ke phal nikaale aur pahaado ke muqtalif hisse hai, safedh aur surkh, ke un ki bhi rangate muqtalif hai aur bahuth gehre siyaah