Surah Fatir Verse 29 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Fatirإِنَّ ٱلَّذِينَ يَتۡلُونَ كِتَٰبَ ٱللَّهِ وَأَقَامُواْ ٱلصَّلَوٰةَ وَأَنفَقُواْ مِمَّا رَزَقۡنَٰهُمۡ سِرّٗا وَعَلَانِيَةٗ يَرۡجُونَ تِجَٰرَةٗ لَّن تَبُورَ
Jo log kitaabullah ki tilawat karte hain aur namaz qayam karte hain, aur jo kuch humne unhein rizq diya hai usmein se khule aur chupey kharch karte hain, yaqeenan woh ek aisi tijarat ke mutawaqqeh (umeedwaar) hain jismein hargiz khasara(nuksan) na hoga