Surah Fatir Verse 32 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Fatirثُمَّ أَوۡرَثۡنَا ٱلۡكِتَٰبَ ٱلَّذِينَ ٱصۡطَفَيۡنَا مِنۡ عِبَادِنَاۖ فَمِنۡهُمۡ ظَالِمٞ لِّنَفۡسِهِۦ وَمِنۡهُم مُّقۡتَصِدٞ وَمِنۡهُمۡ سَابِقُۢ بِٱلۡخَيۡرَٰتِ بِإِذۡنِ ٱللَّهِۚ ذَٰلِكَ هُوَ ٱلۡفَضۡلُ ٱلۡكَبِيرُ
phir hum ne un logo ko (us) kitaab ka waaris banaya, jin ko hum ne apne bandho mein se pasandh farmaya, phir baaze to un mein apni jaanu par zulm karne waale hai aur baaze un mein mutawassith2 darje ke hai aur baaze un mein Allah ki taufeeq se nekiyo mein taraqqi ke liye chale jaate hai, ye bada fazl hai