Surah Fatir Verse 37 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Fatirوَهُمۡ يَصۡطَرِخُونَ فِيهَا رَبَّنَآ أَخۡرِجۡنَا نَعۡمَلۡ صَٰلِحًا غَيۡرَ ٱلَّذِي كُنَّا نَعۡمَلُۚ أَوَلَمۡ نُعَمِّرۡكُم مَّا يَتَذَكَّرُ فِيهِ مَن تَذَكَّرَ وَجَآءَكُمُ ٱلنَّذِيرُۖ فَذُوقُواْ فَمَا لِلظَّـٰلِمِينَ مِن نَّصِيرٍ
aur wo log us mein chillayenge ke aye hamaare parvardigaar! hum ko nikaal le hum acche kaam karenge, bar-qilaaf un kaamo ke jo kiya karte thein (Allah kahega) kya hum ne tum ko itni umr na di thi ke jis ko samajhna hota, wo samajh sakta aur tumhaare paas daraane waala bhi pahoncha tha, so maza chako ke (aise) zaalimo ka koyi madadgaar nahi