Surah Sad Verse 22 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Sadإِذۡ دَخَلُواْ عَلَىٰ دَاوُۥدَ فَفَزِعَ مِنۡهُمۡۖ قَالُواْ لَا تَخَفۡۖ خَصۡمَانِ بَغَىٰ بَعۡضُنَا عَلَىٰ بَعۡضٖ فَٱحۡكُم بَيۡنَنَا بِٱلۡحَقِّ وَلَا تُشۡطِطۡ وَٱهۡدِنَآ إِلَىٰ سَوَآءِ ٱلصِّرَٰطِ
Jab woh Dawood ke paas pahunche to woh unhein dekh kar ghabra gaya, unhon ne kaha “dariye nahin, hum do fareeq muqaddama hain jin mein se ek ne dusre par zyadati ki hai. Aap hamare darmiyan theek theek haqq ke saath faisla kardijiye, be-insafi na kijiye aur humein raah e raast bataiye