Surah Az-Zumar Verse 3 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Az-Zumarأَلَا لِلَّهِ ٱلدِّينُ ٱلۡخَالِصُۚ وَٱلَّذِينَ ٱتَّخَذُواْ مِن دُونِهِۦٓ أَوۡلِيَآءَ مَا نَعۡبُدُهُمۡ إِلَّا لِيُقَرِّبُونَآ إِلَى ٱللَّهِ زُلۡفَىٰٓ إِنَّ ٱللَّهَ يَحۡكُمُ بَيۡنَهُمۡ فِي مَا هُمۡ فِيهِ يَخۡتَلِفُونَۗ إِنَّ ٱللَّهَ لَا يَهۡدِي مَنۡ هُوَ كَٰذِبٞ كَفَّارٞ
qabardaar! Allah ta’ala hee ke liye qaalis ibaadath karna hai aur jin logo ne us ke siva auliya bana rakhe hai (aur kehte hai) ke hum un ki ibaadath sirf isi liye karte hai ke ye (buzrug) Allah ke nazdiki ke martabe tak hamaari rasaayi kara de, ye log jis baare mein eqtelaaf kar rahe hai, us ka (saccha) faisla Allah khud karega, jhute aur na shukre (logo) ko Allah raah nahi dikhaata