Surah Az-Zumar Verse 42 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Az-Zumarٱللَّهُ يَتَوَفَّى ٱلۡأَنفُسَ حِينَ مَوۡتِهَا وَٱلَّتِي لَمۡ تَمُتۡ فِي مَنَامِهَاۖ فَيُمۡسِكُ ٱلَّتِي قَضَىٰ عَلَيۡهَا ٱلۡمَوۡتَ وَيُرۡسِلُ ٱلۡأُخۡرَىٰٓ إِلَىٰٓ أَجَلٖ مُّسَمًّىۚ إِنَّ فِي ذَٰلِكَ لَأٓيَٰتٖ لِّقَوۡمٖ يَتَفَكَّرُونَ
Allah hee ruho ko un ki mauth ke waqth aur jin ki mauth nahi aayi unhe un ke neendh ke waqt qabz kar leta hai, phir jin par mauth ka hukm lag chuka hai, unhe to rok leta hai aur dosri (ruho) ko ek muqarrar waqt tak ke liye chohd deta hai, ghaur karne waalo ke liye us mein yaqinan bahuth si nishaaniya hai