Surah Az-Zumar Verse 46 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Az-Zumarقُلِ ٱللَّهُمَّ فَاطِرَ ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلۡأَرۡضِ عَٰلِمَ ٱلۡغَيۡبِ وَٱلشَّهَٰدَةِ أَنتَ تَحۡكُمُ بَيۡنَ عِبَادِكَ فِي مَا كَانُواْ فِيهِ يَخۡتَلِفُونَ
Kaho, khudaya! Aasmaano aur zameen ke paida karne waley, haazir o gaib ke jaan-ne waley, tu hi apne bandon ke darmiyan us cheez ka faisla karega jismein woh ikhtilaf karte rahey hain