Surah Az-Zumar Verse 52 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Az-Zumarأَوَلَمۡ يَعۡلَمُوٓاْ أَنَّ ٱللَّهَ يَبۡسُطُ ٱلرِّزۡقَ لِمَن يَشَآءُ وَيَقۡدِرُۚ إِنَّ فِي ذَٰلِكَ لَأٓيَٰتٖ لِّقَوۡمٖ يُؤۡمِنُونَ
Aur kya inhein maloom nahin hai ke Allah jiska chahta hai rizq kushada(enlarge) kardeta hai aur jiska chahta hai tangg kardeta hai? Is mein nishaniyan hain un logon ke liye jo iman latey hain