Surah Az-Zumar Verse 67 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Az-Zumarوَمَا قَدَرُواْ ٱللَّهَ حَقَّ قَدۡرِهِۦ وَٱلۡأَرۡضُ جَمِيعٗا قَبۡضَتُهُۥ يَوۡمَ ٱلۡقِيَٰمَةِ وَٱلسَّمَٰوَٰتُ مَطۡوِيَّـٰتُۢ بِيَمِينِهِۦۚ سُبۡحَٰنَهُۥ وَتَعَٰلَىٰ عَمَّا يُشۡرِكُونَ
In logon ne Allah ki qadar hi na ki jaisa ke uski qadar karne ka haqq hai (uski qudrat e kaamila ka haal to yeh hai ke) qayamat ke roz poori zameen uski mutti mein hogi aur aasmaan uske dast e raast (right hand) mein liptey huey hongey. Paak aur baala-tarr hai woh us shirk se jo yeh log karte hain