Surah Az-Zumar Verse 68 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Az-Zumarوَنُفِخَ فِي ٱلصُّورِ فَصَعِقَ مَن فِي ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَمَن فِي ٱلۡأَرۡضِ إِلَّا مَن شَآءَ ٱللَّهُۖ ثُمَّ نُفِخَ فِيهِ أُخۡرَىٰ فَإِذَا هُمۡ قِيَامٞ يَنظُرُونَ
aur soor phook diya jayega, pas asmaano aur zameen waale sab be hosh ho kar gir padenge, magar jise Allah chaahe, phir dubaara soor phoka jayega, pas wo ek dam khade ho kar dekhne lag jayenge