Surah Az-Zumar Verse 74 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Az-Zumarوَقَالُواْ ٱلۡحَمۡدُ لِلَّهِ ٱلَّذِي صَدَقَنَا وَعۡدَهُۥ وَأَوۡرَثَنَا ٱلۡأَرۡضَ نَتَبَوَّأُ مِنَ ٱلۡجَنَّةِ حَيۡثُ نَشَآءُۖ فَنِعۡمَ أَجۡرُ ٱلۡعَٰمِلِينَ
Aur woh kahenge “shukar hai us khuda ka jisne hamare saath apna waada sach kar dikaya aur humko zameen ka waris bana diya, ab hum jannat mein jahan chahein apni jagah bana sakte hain” Pas behtareen ajar hain amal karne walon ke liye