Surah Az-Zumar Verse 9 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Az-Zumarأَمَّنۡ هُوَ قَٰنِتٌ ءَانَآءَ ٱلَّيۡلِ سَاجِدٗا وَقَآئِمٗا يَحۡذَرُ ٱلۡأٓخِرَةَ وَيَرۡجُواْ رَحۡمَةَ رَبِّهِۦۗ قُلۡ هَلۡ يَسۡتَوِي ٱلَّذِينَ يَعۡلَمُونَ وَٱلَّذِينَ لَا يَعۡلَمُونَۗ إِنَّمَا يَتَذَكَّرُ أُوْلُواْ ٱلۡأَلۡبَٰبِ
bhala jo shaqs raatho ke auqaath sajde aur qayaam ki haalath mein (ibaadath mein) guzaarta ho, aaqirath se darta ho aur apne rab ki rahmath ki ummid rakhta ho (aur jo us ke bar aks ho, baraabar ho sakte hai) bataao to ilm waale aur kya be ilm baraabar ke hai? yaqinan nasihath wahi haasil karte hai, jo aqal mandh ho (apne rab ki taraf se)