Surah Ghafir Verse 10 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Ghafirإِنَّ ٱلَّذِينَ كَفَرُواْ يُنَادَوۡنَ لَمَقۡتُ ٱللَّهِ أَكۡبَرُ مِن مَّقۡتِكُمۡ أَنفُسَكُمۡ إِذۡ تُدۡعَوۡنَ إِلَى ٱلۡإِيمَٰنِ فَتَكۡفُرُونَ
Jin logon ne kufr kiya hai, qayamat ke roz unko pukaar kar kaha jayega “Aaj tumhein jitna shadeed gussa apne upar aa raha hai , Allah tumpar ussey zyada gazabnaak us waqt hota tha jab tumhein imaan ki taraf bulaya jata tha aur tum kufr karte thay”