Surah Ghafir Verse 35 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Ghafirٱلَّذِينَ يُجَٰدِلُونَ فِيٓ ءَايَٰتِ ٱللَّهِ بِغَيۡرِ سُلۡطَٰنٍ أَتَىٰهُمۡۖ كَبُرَ مَقۡتًا عِندَ ٱللَّهِ وَعِندَ ٱلَّذِينَ ءَامَنُواْۚ كَذَٰلِكَ يَطۡبَعُ ٱللَّهُ عَلَىٰ كُلِّ قَلۡبِ مُتَكَبِّرٖ جَبَّارٖ
Aur Allah ki aayat mein jhagade karte hain bagair iske ke unke paas koi sanad ya daleel aayi ho.Yeh rawayya Allah aur imaan laney walon ke nazdeek sakht mabguz (na-pasand) hai.Isi tarah Allah har mutakabbir o Jabbar ke dil par thappa laga deta hai