Surah Ghafir Verse 37 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Ghafirأَسۡبَٰبَ ٱلسَّمَٰوَٰتِ فَأَطَّلِعَ إِلَىٰٓ إِلَٰهِ مُوسَىٰ وَإِنِّي لَأَظُنُّهُۥ كَٰذِبٗاۚ وَكَذَٰلِكَ زُيِّنَ لِفِرۡعَوۡنَ سُوٓءُ عَمَلِهِۦ وَصُدَّ عَنِ ٱلسَّبِيلِۚ وَمَا كَيۡدُ فِرۡعَوۡنَ إِلَّا فِي تَبَابٖ
Aasmaano ke raaston tak, aur Moosa ke khuda ko jhaank kar dekhun.Mujhey to yeh Moosa jhoota hi maloom hota hai.” Is tarah Firoun ke liye uski badh-amali khushnuma bana di gayi aur woh raah e raast se roak diya gaya. Firoun ki saari chaalbaazi (uski apni) tabahi ke raaste hi mein sarf (use/istemal) hui