Surah Ghafir Verse 56 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Ghafirإِنَّ ٱلَّذِينَ يُجَٰدِلُونَ فِيٓ ءَايَٰتِ ٱللَّهِ بِغَيۡرِ سُلۡطَٰنٍ أَتَىٰهُمۡ إِن فِي صُدُورِهِمۡ إِلَّا كِبۡرٞ مَّا هُم بِبَٰلِغِيهِۚ فَٱسۡتَعِذۡ بِٱللَّهِۖ إِنَّهُۥ هُوَ ٱلسَّمِيعُ ٱلۡبَصِيرُ
Haqeeqat yeh hai ke jo log kisi sanad o hujjat ke bagair jo unke paas aayi ho, Allah ki aayat mein jhagade kar rahey hain unke dilon mein kibr (ghamand /pride) bhara hua hai. Magar woh us badayi ko pahunchne waley nahin hain jiska woh ghamand rakhte hain. Bas Allah ki panaah maang lo, woh sabkuch dekhta aur sunta hai