Surah Ghafir Verse 80 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Ghafirوَلَكُمۡ فِيهَا مَنَٰفِعُ وَلِتَبۡلُغُواْ عَلَيۡهَا حَاجَةٗ فِي صُدُورِكُمۡ وَعَلَيۡهَا وَعَلَى ٱلۡفُلۡكِ تُحۡمَلُونَ
Inke andar tumhare liye aur bhi bahut se munafe (faidey) hain, woh is kaam bhi aate hain ke tumhare dilon mein jahan jaane ki haajat ho wahan tum unpar pahunch sako, unpar bhi aur kashtiyon par bhi tum sawar kiye jatey ho