Surah Fussilat Verse 37 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Fussilatوَمِنۡ ءَايَٰتِهِ ٱلَّيۡلُ وَٱلنَّهَارُ وَٱلشَّمۡسُ وَٱلۡقَمَرُۚ لَا تَسۡجُدُواْ لِلشَّمۡسِ وَلَا لِلۡقَمَرِ وَٱسۡجُدُواْۤ لِلَّهِۤ ٱلَّذِي خَلَقَهُنَّ إِن كُنتُمۡ إِيَّاهُ تَعۡبُدُونَ
Allah ki nishaniyon mein se hain yeh raat aur din aur Suraj aur Chand. Suraj ko aur Chand ko sajda na karo balke us khuda ko sajda karo jisne unhein paida kiya hai agar fil waqaii tum usi ki ibadat karne waley ho