Surah Fussilat Verse 40 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Fussilatإِنَّ ٱلَّذِينَ يُلۡحِدُونَ فِيٓ ءَايَٰتِنَا لَا يَخۡفَوۡنَ عَلَيۡنَآۗ أَفَمَن يُلۡقَىٰ فِي ٱلنَّارِ خَيۡرٌ أَم مَّن يَأۡتِيٓ ءَامِنٗا يَوۡمَ ٱلۡقِيَٰمَةِۚ ٱعۡمَلُواْ مَا شِئۡتُمۡ إِنَّهُۥ بِمَا تَعۡمَلُونَ بَصِيرٌ
beshak jo log hamaari aayato mein kaj rawi karte hai, wo (kuch) hum se maqfi nahi, (batlaao to) jo aag mein daala jaaye, wo accha hai ya wo jo aman wa amaan ke saath qayaamath ke din aaye? tum jo chaaho karte chale jaao, wo tumhara sab kiya karaaya dekh raha hai