Surah Fussilat Verse 40 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Fussilatإِنَّ ٱلَّذِينَ يُلۡحِدُونَ فِيٓ ءَايَٰتِنَا لَا يَخۡفَوۡنَ عَلَيۡنَآۗ أَفَمَن يُلۡقَىٰ فِي ٱلنَّارِ خَيۡرٌ أَم مَّن يَأۡتِيٓ ءَامِنٗا يَوۡمَ ٱلۡقِيَٰمَةِۚ ٱعۡمَلُواْ مَا شِئۡتُمۡ إِنَّهُۥ بِمَا تَعۡمَلُونَ بَصِيرٌ
Jo log hamari aayat ko ultay maani pehnatay hain (pervert Our Signs) woh humse kuch chupe huey nahin hain. Khud hi sochlo ke aaya woh shaks behtar hai jo aag mein jhonka janey wala hai ya woh jo Qayamat ke roz aman ki halat mein haazir hoga? Karte raho jo kuch tum chaho, tumhari saari harkaton ko Allah dekh raha hai