Surah Fussilat Verse 44 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Fussilatوَلَوۡ جَعَلۡنَٰهُ قُرۡءَانًا أَعۡجَمِيّٗا لَّقَالُواْ لَوۡلَا فُصِّلَتۡ ءَايَٰتُهُۥٓۖ ءَا۬عۡجَمِيّٞ وَعَرَبِيّٞۗ قُلۡ هُوَ لِلَّذِينَ ءَامَنُواْ هُدٗى وَشِفَآءٞۚ وَٱلَّذِينَ لَا يُؤۡمِنُونَ فِيٓ ءَاذَانِهِمۡ وَقۡرٞ وَهُوَ عَلَيۡهِمۡ عَمًىۚ أُوْلَـٰٓئِكَ يُنَادَوۡنَ مِن مَّكَانِۭ بَعِيدٖ
aur agar hum ose ajami zabaan ka Qur’aan banaate to, kehte ke is ki aayate saaf saaf bayaan kyo nahi ki gayi? ye kya ke ajami kitaab aur aap arabi rasool? aap keh dijiye! ke ye to imaan waalo ke liye hidaayath wa shifa hai aur jo imaan nahi laate, un ke kaano mein to (behrapan aur) boojh hai aur ye un par andha pan hai, ye log hai jo kisi bahuth door daraaz jageh se pukaare ja rahe hai