Surah Fussilat Verse 45 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Fussilatوَلَقَدۡ ءَاتَيۡنَا مُوسَى ٱلۡكِتَٰبَ فَٱخۡتُلِفَ فِيهِۚ وَلَوۡلَا كَلِمَةٞ سَبَقَتۡ مِن رَّبِّكَ لَقُضِيَ بَيۡنَهُمۡۚ وَإِنَّهُمۡ لَفِي شَكّٖ مِّنۡهُ مُرِيبٖ
yaqinan hum ne Mosa(alaihissalaam) ko kitaab di thi, so us mein bhi eqtelaaf kiya gaya aur agar (wo) baath na hoti (jo) aap ke rab ki taraf se pehle hee muqarrar ho chuki hai, to un ke darmiyaan kabhi ka faysla ho chuka hota, ye log to us ke baare mein saqth be chayn karne waale shak mein hai