Surah Ash-Shura Verse 18 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Ash-Shuraيَسۡتَعۡجِلُ بِهَا ٱلَّذِينَ لَا يُؤۡمِنُونَ بِهَاۖ وَٱلَّذِينَ ءَامَنُواْ مُشۡفِقُونَ مِنۡهَا وَيَعۡلَمُونَ أَنَّهَا ٱلۡحَقُّۗ أَلَآ إِنَّ ٱلَّذِينَ يُمَارُونَ فِي ٱلسَّاعَةِ لَفِي ضَلَٰلِۭ بَعِيدٍ
Jo log uske aane par imaan nahin rakhte woh to us ke liye jaldi machate hain, magar jo uspar imaan rakhte hain woh ussey darte hain aur jaante hain ke yaqeenan woh aane wali hai.Khoob sunlo, jo log us ghadi ke aane mein shakk daalne wali behsain (arguments) karte hain woh gumrahi mein bahut dur nikal gaye hain