Surah Ash-Shura Verse 20 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Ash-Shuraمَن كَانَ يُرِيدُ حَرۡثَ ٱلۡأٓخِرَةِ نَزِدۡ لَهُۥ فِي حَرۡثِهِۦۖ وَمَن كَانَ يُرِيدُ حَرۡثَ ٱلدُّنۡيَا نُؤۡتِهِۦ مِنۡهَا وَمَا لَهُۥ فِي ٱلۡأٓخِرَةِ مِن نَّصِيبٍ
jis ka iraada aaqirath ki kheti ka ho, hum ose us ki kheti mein taraqqi denge aur jo dunya ki kheti ki talab rakhta ho, hum ose us mein se hee kuch de denge, aise shaqs ka aaqirath mein koyi hissa nahi