Surah Ash-Shura Verse 20 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Ash-Shuraمَن كَانَ يُرِيدُ حَرۡثَ ٱلۡأٓخِرَةِ نَزِدۡ لَهُۥ فِي حَرۡثِهِۦۖ وَمَن كَانَ يُرِيدُ حَرۡثَ ٱلدُّنۡيَا نُؤۡتِهِۦ مِنۡهَا وَمَا لَهُۥ فِي ٱلۡأٓخِرَةِ مِن نَّصِيبٍ
Jo koi aakhirat ki kheti chahta hai uski kheti ko hum badhate hain, aur jo duniya ki kheti chahta hai usey duniya hi mein se detay hain magar aakhirat mein uska koi hissa nahin hai