Surah Ash-Shura Verse 21 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Ash-Shuraأَمۡ لَهُمۡ شُرَكَـٰٓؤُاْ شَرَعُواْ لَهُم مِّنَ ٱلدِّينِ مَا لَمۡ يَأۡذَنۢ بِهِ ٱللَّهُۚ وَلَوۡلَا كَلِمَةُ ٱلۡفَصۡلِ لَقُضِيَ بَيۡنَهُمۡۗ وَإِنَّ ٱلظَّـٰلِمِينَ لَهُمۡ عَذَابٌ أَلِيمٞ
Kya yeh log kuch aisey sharik e khuda rakhte hain jinhon ne inke liye deen ki noiyat rakhne wala ek aisa tareeka muqarrar kardiya hai jiska Allah ne izan nahin diya? Agar faislay ki baat pehle tai na ho gayi hoti to inka qaziya chuka diya gaya hota. Yaqeenan in zaalimon ke liye dardnaak azaab hai