Surah Ash-Shura Verse 22 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Ash-Shuraتَرَى ٱلظَّـٰلِمِينَ مُشۡفِقِينَ مِمَّا كَسَبُواْ وَهُوَ وَاقِعُۢ بِهِمۡۗ وَٱلَّذِينَ ءَامَنُواْ وَعَمِلُواْ ٱلصَّـٰلِحَٰتِ فِي رَوۡضَاتِ ٱلۡجَنَّاتِۖ لَهُم مَّا يَشَآءُونَ عِندَ رَبِّهِمۡۚ ذَٰلِكَ هُوَ ٱلۡفَضۡلُ ٱلۡكَبِيرُ
Tum dekhoge ke yeh zaalim us waqt apne kiye ke anjaam se darr rahey hongey aur woh inpar aa kar rahega. Ba-khilaf iske jo log imaan le aaye hain aur jinhon ne neik aamal kiye hain woh jannat ke gulistano mein honge, jo kuch bhi woh chahenge apne Rubb ke haan paayenge, yahi bada fazal hai