Surah Al-Jathiya Verse 24 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Jathiyaوَقَالُواْ مَا هِيَ إِلَّا حَيَاتُنَا ٱلدُّنۡيَا نَمُوتُ وَنَحۡيَا وَمَا يُهۡلِكُنَآ إِلَّا ٱلدَّهۡرُۚ وَمَا لَهُم بِذَٰلِكَ مِنۡ عِلۡمٍۖ إِنۡ هُمۡ إِلَّا يَظُنُّونَ
Yeh log kehte hain ke “zindagi bas yahi hamari duniya ki zindagi hai, yahin hamara marna aur jeena hai aur gardish-e-ayyam ( passage of time) ke siwa koi cheez nahin ho humein halaak karti ho.” Dar haqeeqat is maamle mein inke paas koi ilm nahin hai yeh mehaz gumaan ki bina par yeh baatein karte hain