Surah Al-Jathiya Verse 5 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Jathiyaوَٱخۡتِلَٰفِ ٱلَّيۡلِ وَٱلنَّهَارِ وَمَآ أَنزَلَ ٱللَّهُ مِنَ ٱلسَّمَآءِ مِن رِّزۡقٖ فَأَحۡيَا بِهِ ٱلۡأَرۡضَ بَعۡدَ مَوۡتِهَا وَتَصۡرِيفِ ٱلرِّيَٰحِ ءَايَٰتٞ لِّقَوۡمٖ يَعۡقِلُونَ
Aur shab-o-roz (night and day) ke farq o ikhtilaf mein, aur us rizq mein jisey Allah aasmaan se nazil farmata hai phir uske zariye se murda zameen ko jila uthata hai, aur hawaon ki gardish mein bahut nishaniyan hain un logon ke liye jo aqal se kaam letey hain