Surah Al-Ahqaf Verse 33 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Ahqafأَوَلَمۡ يَرَوۡاْ أَنَّ ٱللَّهَ ٱلَّذِي خَلَقَ ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلۡأَرۡضَ وَلَمۡ يَعۡيَ بِخَلۡقِهِنَّ بِقَٰدِرٍ عَلَىٰٓ أَن يُحۡـِۧيَ ٱلۡمَوۡتَىٰۚ بَلَىٰٓۚ إِنَّهُۥ عَلَىٰ كُلِّ شَيۡءٖ قَدِيرٞ
Aur kya in logon ko yeh sujhayi nahin deta ke jis khuda ne yeh zameen aur aasmaan paida kiye hain aur inko banate huey jo na thaka, woh zaroor ispar qadir hai ke murdon (dead) ko jila uthaye? Kyun nahin, yaqeenan woh har cheez ki qudrat rakhta hai